6 Best Video Editing Apps in 2023 (For Youtube Shorts Videos)

6 Best YouTube Shorts Video Editor Apps in 2023 for iOS & Android

Dunya ke sb se largest platform Youtube ne 2021 mein apna New Shorts Feature introduce karwaaya. Youtube Shorts aik aisa feature hai jis se ap apni audience se boht easily connect reh sakty hain without spending massive amounts of time and effort. Yahan aapko aisi Best 6 Video Editing Apps for Youtube Shorts ke baary mein guide kia jaay ga jiske through aap apni shorts videos ko edit kar ke boht cool and beautiful create kar sakty hain in a few seconds.

Youtube shorts video ke lye aapko kisi high quality camera ki zarurat nahi hai, aur na he boht zyada memory ki zarurat hai. Aap apne phone se he video ko record kar ke phir usko video editing app mein edit kar ke apni video ko directly Youtube Shorts Platform pay post kar sakty hain.

6 Best YouTube Shorts Video Editing App for iOS and Android

  1. YouCam Video
  2. InShot
  3. CapCut
  4. KineMaster
  5. Funimate
  6. FaceTune Video

1- YouCam Video | Best Video Editor All-In-One for YouTube Shorts

YouCam Video app Youtube shorts videos ke lye sb se best app hai jo ke Android and iOS devices ke lye store mein availabale hai. It is the only video editor app on the market jis mein powerful video face editing aur boht saary video effects, filters and video background editing ke features shaamil hain.

YouCam Video app short videos ke lye 200+ video effects offer karti hai. Ye app apko different types ke video filters and effects offer karti hai jinko ap apani short video mein apply kar sakty hain. Ye app 100+ different video effects offer karti hai jis mein classic film looks and modern color grading options shaamil hain. Is app ke through ap apni short video ka background bhi change kar sakty hain aur is mein Face Retouching ka feature bhi availabale hai jiske through ap apni video mein skin tones ko smooth kar sakty hain, iske sath wrinkles aur blemishes ko bhi remove kar sakty hain even apko is app mein facial features like lips and eyes ko bhi ap change kar sakty hain. YouCam Video mein ap apni video ke background ko bhi blur kr ke 1 cool video bna sakty hain like DSLR. YouCam Video mein ap apni videos mein background music bhi add kar sakty hain aur video mein text bhi add kar sakty hain.

2- InShot
Inshot is a best option for short video editing. Is app mein kaafi powerful editing tools hain. ye app video clips ki cutting and trimming ke lye boht easy app hai. Is mein ap taxt and stickers bhi apply kar sakty hain aur iske sath background music bhi add kar sakty hain. InShot mein boht saary video effects bhi hain like slow motion and you can also create video collages with this app.

3- CapCut
CapCut app bhi shorts videos ke lye aik achi app hai lekin is mein baaki apps ke muqaably less tools hain. Lekin is mein itne  text, stickers, latest filters and video effects hain ke ap aik achi short video edit kar sakty hain very easily. CapCut mein ap apni video ke background ko bhi change kar sakty hain aur background music bhi add kar sakty hain jo ke apki short video ko edit karny mein aik acha feature hai.

4- KineMaster
KineMaster aapki Youtube Shorts Videos ko edit karny ke lye aik aur option hai. Ye app Android and iOS dono ke lye available hai taake koi bhi user is app ko use kar ke apni video ko edit kar saky. KineMaster mein apke lye wo tmaam tools available hain jinki help se ap video mein kisi tarha ki bhi editing karna chahty hon. For example, cutting, splicing and cropping tools etc aur iske ilawa boht se tools availabale hain. You can also add voice changers, voice effects and animations. Agar ap bilkul easy and simple app for video editing search kar rahy hain jo use karny mein boht easy ho, to samajh lein ke KineMaster Video Editing App aapke lye he bani hai.

5- Funimate
Funimate also is a free video editing app jo ke Android and iOS dono ke lye available hai. Ye app beauty retouching ke lye best option nahi hai, lekin is mein video editing ke lye boht saary tools hain. Funimate app mein animations, stickers, fun transisions and text effects bhi availbale hain. Funimate se aap aik boht achi unique Youtube short video bna sakty hain. Lekin is mein just 1 negitive point ye hai ke is app mein other apss ke muqaably paid ads kafi zyada aaty hain.

6- FaceTune Video

Facetune Video app aik boht he popular video editing app hai jiske through ap apni Youtube short videos ko easily retouch kar sakty hain. Is app mein skin retouching, makeup and hair features ke through ap  beautiful Youtube short video create kar sakty hain. Is app mein soften skin, whiten teeth and makeup jese best features shaamil hain. Is app mein mostly features beauty se related hain to is lye ye app actually video editing ke lye best nahi hai.

Post a Comment

0 Comments